Article Index

 


In aaakhon se sada Maa ko dekhu,
In kano se Maa ko sunu,
Ye haath Maa ke charno ki dhul ko sada chue,
Ye paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka beta bana rahu.
Maa har saal Navratra pe milne aaye.
Happy Navratri


Aaya hai Maa Durga ka tyohar.
Maa aap aur aapke parivar par sada apni kripa banaye rakhe .
Yahi hai dua hamari. Aapko Navaratri ke pawan avsar par bahut-2 badhai ho.
Facebook Comment    Facebook Share
Maa Durga ki aseem kripa     Maa Durga ki aseem kripa
Maa Durga ki aseem kripa se aap sabka jeevan sada hasta muskarat rahe.
Isliye prem se bolo Jai Mata Di
Happy Navratri


Sara jahan hi jiski sharan mein naman hai,
Us Mata ke charan mein bane hum hain,
Hum hain us Mata ke charano ki dhool,
To aao mil kar chadhaye Maa ko shradha ke phool.
Happy Navratra


Jitne bhi hai jaha pe, unhi ke lal hai sare, unke hi isaro pe chalte, ye chand aur tare.
pal bhar ke liye hi sahi maa ko yaad kijiye, hogi puri tamna jara phariyad kijiye.
Happy Navratri.


Navratri ke is pawan parw par maa naina devi apke naino ki rakasha kare
maa chintpurni apke sabhi chinta dur kare, maa kamna devi aapki sabhi manokamna puri kare
Happy Navratri.


Jagat paalan haar hai maa,
mukti ka dham hai maa.
hamari bakti ke adhar hai maa,
ham sab ki raksha ki avatar hai maa.
'happy navaraatri'


Lal rang k chunri se
Saja ma ka darbar
Harshit hua sansar
Nanhe-namhe kadmo se
Ma aaye apke dwar
Mubarak ho apko
Navratri ka tyohar


Door ki sunti hai
Maa paas ki sunti hai
Maa to akhir maa hai
Maa to har majboor ki sunti hai
HAPPY NAVRATRI


Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low,
Apnon ka surur chaya rahe, dil me bhari maya rahe,
Shohrat ki ho bauchhar, aisa aaye aapke liye dandia ka tyohar!


In aaakhon se sada Maa ko dekhu, In kano se Maa ko sunu, Ye haath Maa ke charno ki dhul ko sada chue, Ye paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye, Sada maa ka beta bana rahu. Maa har saal Navratra pe milne aaye. Happy Navratri


Bajre ki roti, Aam ka achar,
Suraj ki kirne, Khushiyo ki bahar,
Chanda ki chandni, Apno ka pyar,
Mubarak ho aapko �NAVRATRI' ka tyohar.


Chandan Ki Khushbu

Resham Ka Haar,

Sawan ki sugandh

Barish Ki Fuhar,

Radha Ki Ummide

Kanhaiya Ka Pyar.,


Maa Ki Joti Se Noor Milta H

Sbke Dilo Ko Surur Milta H

Jo Bhi Aata H MAA K Drbar me

Use Kuch Na Kuch Jarur Milta H

Hppy Nvratri

We have 95 guests and no members online